Nabi-e-Karim (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Ne Ek Martaba Farmaya Ki,
" Tumme Se Aaj Kaun Rozadar Hai?Hazrate Abu Bakar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه)) Ne Kaha,
"Maine"Aap (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Ne Farmaya Ki,
" Tumme Se Aaj Kis Sakhs Ne Miskin Ko Khana Khilaya?Hazrat Abu Bakar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه)) Ne Kaha,
"Maine",Aap (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Ne Farmaya Ki,
" Tumme Se Kis Sakhs Ne Aaj Mareez (Bimar) Ki Ayadat Ki?Hazrat Abu Bakar (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Kaha,
"Maine"Aap (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Ne Farmaya,
" Kisi Shaks Mein Ye Awsaaf Jama'a Ho,Wo JANNATI Hai."
[ Sahih Muslim Sharif,Jild-3,Kitab-44,Kitab-Ul-Fazail-e-Sahaba-e-Kiram,Pg 289,Baab-1,Hazrat Abu Bakar Fazail,Hadees No.6132 ]