Abdullah iBne Umr ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) se Riwayat Hai ki
RaSool AlLah ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Farmaya :
" JumMa main 3-Tarah k Log Aate Hain. "1⃣ who Jo Waha Aakar Behuda Baat Kre, usKa Hissa yaHi Hai.
( Yani usKo KuCh Sawab na MileGa )
2⃣ Dusra who Hai Jo waHan Aakar AlLah SubHanahu se Du'A Kare,
Agar AlLah ChaheGa to usKi Du'A Qubul Karega, aur ChaheGa to naHi Karega.
3⃣ who Hai Jo waHan Aakar KhamoShi se Baith Jaye,
na Logon ki Gardanein Faand kr ( Over The neck ) Aage Badhe,
aur na KiSi ko Takleef PahuChaye,
to usKa ye Amal iS JumMa se Lekar Agli JumMa Tak BalKi
aur Teen Din ZyaDa Tak k liye Gunahon ka Kaffara Ban JayeGa.
#⃣ kyunKi AlLah SubHanahu ka irShaad Hai,
" ki Jo Shaks ek neKi Karta Hai usKo 10 Guna Sawab MileGa. "
[ Sunan Abu Dawud, Jild:3, Hadees:1101 ]
No comments:
Post a Comment