Sab Se Pehle Meelaad-e-Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Kisne Manaya

Kya Aap Jaante Hain Ki Sab Se Pehle Meelaad-e-Mustafa (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…) Kisne Manaya ?


Jawab

Pyare Aaqa Muhammad Mustafa (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…)
ka Meelaad Sab se Pehle khud ALLAH (Azwajal) Ne Manaya,
Woh Bhi Ambiya Ki Jamaat Mein
Aalam-e-Arwaah Mein Jahan ALLAH Ne Tamaam Ambiya (Alaihis Salaam)
Se Gawaahi li sur Apne MehBoob
MUHAMMAD (صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…) Par imaan Laane ki Baat Kahi.

[Ref: Qur'aan Para.3, Surah Aal-e-Imran, Aayat No.81 Aur 64,

Surah Tauba, Aayat No.128]

Hazrat Abu Bakr (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Farmaya,

" Woh Shakhs Jannat Mein Mere Saath Hoga Jisne Meelaad Par Ek Dirham Bhi Kharch Kiya."
Hazrat Umar (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Farmaya,
" Jisne Meelaad Ki Ta'zeem Ki Us Ne Deen Ko Zinda Kar Diya."
Hazrat Usman (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Farmaya,
" Jo Meelaad Par Ek Dirham Kharcha Karega Usko Badr Ke Shuhada Jitna Sawaab Milega."
Hazrat Ali (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Farmaya,
" Meelaad Manane Waala Duniya Se Imaan Ki Ne'mat Le Kar Jaayega."
[ Ref: An Nematul kubra Allama Ibn-e-Hajjar Makki Alyhi Rahma ]

Unknown

All Text Goes Here ... !!!