AlLah Ta'Ala Apne Bande se Sharm krTa Hai
jab BanDa usKe Samne Dua k liye Hath uThata Hai.
yeh Hadees se Sabit Hai,
Hazrat Sulaman Farsi sy rawayt Hai
Rasool AlLah ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Irshad Farmaya K
"Be Shak AlLah Ta'Ala Sharm wala Hai,
Karm wala Hai,(yani Bin Mange Bohat ziyaDa Dene wala Hai)Jab AadMi us K Samne (Mangne K liye)Apnay Hath uThata Hai to un Hatho koKhali wapas lauTane se AlLah Ta'Ala koSharm Aati Hai.(isLiye Zaror Ata krTa Hai)"
[ Abu Daud, Trmzi Sharef, ibne Maja, Al-Muslim ]