Majlis Me Durood e Paak Padhne ki Barkat


Hadees 10 :
IrShad e Nabvi ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…  )
" Mujh Par Durood Sharif Padh Kar Apni Majalis Aaraasta Karo K Tumhara Durood E Paak Padhna Baroze Kayamat Tumhare Liye Noor Hoga "
[ Firdosul Akhbar Vol : 01, Pg : 422, Hadees : 3149 ]

Hadees 11 :
Ummool Momineen Ayesha Siddika Tahira ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنها ) Farmati Hai 
" Apni Majlis Ko Nabi E Karim Par Durood E Paak Padhke Aarasta Karo "  
[ Khatib Bagdadi ne Tarikh E Baghdad Vol : 07, Pg :216 ]

isliye hum ahle sunnat ka ye riwaz hai k hum durood e mubaraka ki majalis sazate hai aur AlLah عزوجل ki hamd ko sana aur rasool e karim ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…  ) par durood e mubaraka padhte hai.
alhamdullilah ab kuch logo k yaha to durood ki mazalis munnakid karna hi haram o shirk o biddat hai khair aise badnasimo ka ilaaz bhi nahi hai.

MjD

All Text Goes Here ... !!!