🌹 Part 04 :
3⃣1⃣ Namaz ki Fikr Apne uPar Farz Karlo, KhuDa ki Qasam Duniya ki Fikr se Azad HojaoGe aur Kamyabi Tumhare Qadam ChoomeGi.
3⃣2⃣ Daulat Milne Par Log Badalte naHi, Balki Be-Naqaab Hote Hai.
3⃣3⃣ Kabhi Bhi Apni Jismaani Taaqat aur Daulat Par BharoSa na Karna kyunki Bimaari aur Ghurbat Aane main Der naHi Lagti.
3⃣4⃣ iNsaan Gunah Karne ki Wajah se Jahannum main naHi Jata? Balki Gunah Par Mutmaeen Rehne aur TauBa na Karne ki Wajah se Jahannum main Jata Hai.
3⃣5⃣ Duniya usKo Yateem Samajhti Hai JisKe Maa Baap na Ho, leKin main Yateem usKo Samajhta Hoon JisKe AchChe Dost na Ho.
3⃣6⃣ NafRat Gunah se Karo, Gunah Karne Wale se naHi. Shayad...!
TumHari MohabBat main Aa kr who Gunah Karna Hi Chhor De...?
3⃣7⃣ iNsaan ka Fuzool Shauq main waQt Kho Dena iS Baat ki Daleel Hai ki AlLah uS se Naraz Hai.
3⃣8⃣ Momin Woh naHi jisKi Mehfil Paak Hai,
Momin Woh Hai jisKi TanHai Paak Hai.
3⃣9⃣ Agar KiSi ko Yeh Ghuroor Ho ki who TumSe Jitni Martaba Naraz Ho to Tum uSe Mana Loge?
to Behtar Hai Tum usKa Ghuroor Tootne na Do.
4⃣0⃣ Jo Tumhe Khushi main Yaad Aaye?
- Samajhlo Tum uS se MohabBat KarTe Ho.
aur Jo Tumho Gham main Yaad Aaye?
- Samajhlo who TumSe MohabBat karTa Hai.
#⃣ More Quotes Coming Soon.....!!!!!
MASHA ALLA
ReplyDelete