*AHANSARI786*
.
* Sadqa Karna : -
.
Hadees Shareef : - *Haritha Bin Wahab (Radi Allahu Tala Anhu)* Se Riwayat Hai Ki *Rasoollallah (Sallallahu Alaihi Wasallam)* Ne Farmaya,
" Sadqa Karo Kyunki Bahot Jald Logon Par Aisa Zamana Aayega Jab Ek Shaks Apna Sadqa Lekar Phirega Aur Koi Use Lene Wala Nahi Milega.
.
*(Sahih Bukhari, Vol 8, 7120)*
.
Al Quran : - Aur Usme Se Kharch Karo Jo Hamne Tumhe Rozi Di Hai Is Se Pahle Ki Kisi Ko Tum Mein Se Maut Aajaye To Kahe Ki Ae Mere *Rab* Tune Mujhe Thodi Muddat Ke Liye Dheel Kyun Na Di Ki Main Khairat Karta Aur Naik Logon Mein Ho Jata.
*(Al Quran , Surah Al-Munafiqoon (63), Verse - 10)*
.
---------------------------
🔻Visit our *WebSite*
http://www.AHANSARI786.com
🔹& AlSo Like our *FaceBook* Page
http://www.Facebook.com/QADRIS786
🔸+ Subscribe our *Youtube* Channal for iSlamic videos
http://www.Youtube.com/AHANSARI786
No comments:
Post a Comment