Khalifa e Sani Hazrat uMar Farooq ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه )
nE 24 LaKh MurabBah Miles Per HaKoomat ki.
- Raton ko uTh uTh Ker Paira Detay Thay,
aur Logon ki ZaroRat ka Khayal RaKhtay Thay,
KehTay Thay Ager
Furaat K kinary eK Kutta Bhi PayaSa Marr Gaya to Kal Qayamat K Din uMar sE iSS Bary main Pucha Jaye Ga.eK Dafa Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) DarBar ka waQt Khatem Hony K Baad Gher Aye aur KiSi Kaam main Lagg Gaye,
- iTne main eK ShaKs Aya aur Kehnay Laga.
aye Ameer ul Monineen Aap Falan ShaKs sE meRa Haqq Dilwa Dijiye.Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) ko Buhat GusSa Aya aur Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) nE eK DurRa uS ShaKs ki Kamar Per Mara aur Kaha,
Jab main DarBar LagaTa Hon uS waQat Tum Apnay MamLaat le Ker naHi Aatay.- Baad main Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) ko Apni GhalTi ka EhSaS Hua toh Bohat PreeShan Hoye aur uS ShaKs ko ( JiSay Mara Tha ) Bulwaya.
aur Jeb main Gher K Kaam Kaaj main Masrrof Hota Hon to Tum Apni ZarooTain le Ker Aa Jaty Ho.
- aur uS K Hath main DurRa Diya aur Apni Kamar Agay Ker K Kaha Mujhe Maro MaiNe Tum sE Zayati ki,
- waQat ka BadShah, 24 LaKh MurabBah Miles ka HuKamran eK Aam Aadmi sE Kah Raha Hai Maine Tum sE Zayati ki Mujhe woHi Saza Do.....
- uS ShaKs nE Kaha Maine Aap ko Maaf kiya,
Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) Kaha
naHi - naHi, Kal Qayamat ko Mujhe iSS ka Jawab Dena Pary Ga Tum Mujhe eK DurRa Maro Tah Kah TumHara Badla Pura Ho Jaye.- Aap ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) Rotay Jaty Thay aur Fermate Thay
" Aye uMar to Kaafir Tha- Hazrat uMar Farooq iSS Baat ko Duhraatay Rahy aur Bari Dair TaK Rotay Rahy. -
Zalim Tha
BaKriyaan Charaata Tha
AlLah nE Tujhe iSlam ki Dolat sE Mala Maal kiya
aur Tujhe Musalmano ka Khalifa Banya
Kaya to Apny Rab K EhSaano ko Bhool Gaya
- Aaj eK Aadmi Aa K Tujhe Kehta Hai Keh Mujhe meRa Haqq Dilao to to Osay DurRa Marta Hai
Aye uMar Kaya to Yah Samjh Baitha Kah to Mary Ga naHi ???
Kal Qayamat K Din Tujhe AlLah ko eK eK Amal ka HiSab Dena Pary Ga. "
No comments:
Post a Comment