KhutBe main kiya krNa Chahaye ? aur kiya naHi ?


Hadees e Paak main Hai,
" jisNe JumMa k Din logon ki Gardane PhalanGi uSne JahanNam ki Taraf Pul Banaya. "
PhalanGi = Par krNa
Pul = Bridhge
[ TirMizi Jild:2, pg:48, Hadees:513 ]

iSka ek Maini yeh Hai k isPr Chadh Chadh kr Log JahanNam main DaKhil HonGe. (JisNe logon ko PhalanGa)
[ HaShiya Bahar e Shariat Jild:1, pg:761-762 ]

- Khatib (jo Khudba PadhRaha Ho) ki Taraf Maun krKe BaithNa Sunnat Hai.

BuzurGane Deen Farmate Hai :
" Do Zano Baith kr KhutBa Sune,
Pehle KhutBe main Hath Bandhe,
Dosre main Zano pr Hath RakhKhe,
toh inShaaAlLah Do Rakat ka Sawab MileGa. ""
[ Mirat ul Manajih Jild:2, pg: 38 ]

Aala Hazrat iMam Ahmad Raza Khan Farmate Hai :
" KhudBe main Huzoor e AqDas ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ…  ) ka Nam e Paak SunKr Dil main Durood Padhe. ki Zaban se Sukoot (KhaMosh) Farz Hai. "
[ Fatwa e Razawiya Jild:8, pg:360 ]

Aala Hazrat Farmate Hai :
" KhudBe main KiSi Taraf GarDan Pher kr Deakhna Bhi HARAM Hai. "
Aala Hazrat Farmate Hai :
" Ba Halat e KhudBa ChalNa HARAM Hai. "
yahan Tak k UlMa e iKram Farmate Hai K :
" agr AiSe waQt Aata k KhudBa ShuRu Hogaya toh MasJid main jaHan Tak PonCho waHi Ruk JaOoo, Aage na Badhe ki yeh Amal HoGa aur Hal e KhudBeh main koi Amal Rawa (Jayaz) naHi. "
[ Fatwa e Razawiya Jild:8, pg:333 ]

KhudBe main Khana Peena, Kalam krNa, agr Che SubHanAlLah kehNa, Salam ka Jawab Dena ya NeeKi ki Baat Batana HARAM Hai.
[ Durre MukhTar Jild:3 pg:39 ]

MjD

All Text Goes Here ... !!!

No comments:

Post a Comment