Sar Zameen-e-Najd Se Ek Qaoum Niklegi

Huzur Sallallahu Alaihi Wassalam Ke Paas Ek Gustakh Aaya,
Jiski (Takla) Tehband Takhno Se Kuch Zyada Unchi Aur Aankho Ke Darmiyan Sajde Ke Nishan The,
Apne Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya,
"Saar Zameen-e-Najd Se Iski Nasal Se Ek Qaoum Niklegi,
Us Qaoum Ki Ye Halat Hogi Ke Unke Samne Tum Apni Namaz Aur Rozo Ko,
Unki Namazo Aur Rozo Ke Aage Haqeer Janoge,
Qur'aan Tumse Achcha Padhenge Lekin Unke Halak Se Niche Nahi UtreGa,
Deen Se Aise Nikal Jayenge Jaise Teer Kamaan Se Nikal Jata Hai,
Ye Log Nikalte Hi Rahenge Yaha Tak Ke Inka Aakhri Giroh DAJJAL Ke Saath Nikalega.
> (Bhukhari,J-2,P-624)
> (Tirmizi Musnad,P-424)

AHANSARI786

All Text Goes Here ... !!!

No comments:

Post a Comment