Pyare Nabi Ki Pyari Baatein

[UPDATED] + WhatsApp Confertable

🍏 *Pyare Nabi Ki Pyari Baatein*

* Farman-e-MufTafa ﷺ


1⃣ Allah Paak Ne Meri Ummat Ke Un Khayalo Ko Maaf Kar Diya Hai 

Jo Unke Dilo Me Paida Hote Hain,
Jab Tak Ki Un Par Amal Na Kre,
Ya Zaban Se Na Kahde (Kisi Gunah Ka Khayal Dil Me Aa Jaye,
To Us Par Gunah Nahi Likha Jata).

2⃣ Hazrat Abu Huraira ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) Ka Bayan Hai, k

Allah Ke Rasool ( صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم  )Ne Farmaya,
"Allah Paak Ne Apne Farishto Ko Hukm Diya Hai,
Jab Mera Banda Kisi Gunaha Ka irada Kare,
to Uske Aamaal Name Me Gunah Na Likhkhe,
Agar Wo Gunah Kar Le To Ek Gunah Likhe
aur Jab Mera Koi Banda Kisi Naik Kaam Krne Ka Irada Kre
Lekin Kr Na Sake To Bhi Uske Aamaal Naame Me Ek Naiki Likh De,
aur Agar Wo Naik Kaam Kar Le To Uske Aamaal Name Me 10 Naikiya Likh De. "

3⃣ Cheekne Wala Agr Cheek Aane Pr
ALHAMDULILLAH
Kahta Hai,
To Farishte
RABBIL AALAMEEN
Kah kr Uski Baat Puri kr Dete Hain,
or Agr Wo
ALHAMDULILLAH RABBIL AALAMEEN
Kahta H To Uske Jawab Me
YARHAMUKALLH
Kahete Hain.

4⃣ Salaam Krne K Baad Khush Dili Se Musafa Krne Walo K Gunah Aise Jhadte Hain,

Jaise Sukhey Patte Pedh (Darakht) Se Jhad Jaya Krte Hain.

5⃣ Salaam Krne Me Pahel Krne Wala,

Rahemate Elahi Ka Ziyada Haqdaar Hota Hai.

6⃣ Achchi Awaz Me Quran Ki Tilawat Kro,

Uski Baato Pr Gaur Wa Amal Kro,
Taaki Tumhe Kamyabi Mile.

7⃣ Kisi Aurat K Sath Tanhayi Me Na Baitho,

Q Ki,
Wahan Teesra Shaitaan Hota H.

8⃣ Baaye (Left) Hath Se Khana-Pina Shaitaan Ka Tarika H.

9⃣ Tumhe Maloom Nhi Ki Plate Me Rakhe Khane K Kis Daane Me Barkat H,

isliye Plate Ko Ungli Se Saaf Kr Liya Kro.

🔟 Tirmizi Ki Riwayat H,

Huzru Alaihis Salaam Ne Farmaya Ki,
" Hamare Aur Unke Darmiyan Fark Namaz Ka H,
Jis Ne Namaz Chhor Di,
Usne Kafiro Jaisa Kaam Kiya. "
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🕋 *AHANSARI786*
👉 Group Join krNe K Liye Apna Nam aur Place is no. Pr msg Kare 
🔘 +91 95944 89214

Download This Post image 630x1928

Read More - Pyare NaBi ki Piyari Baatein

AHANSARI786

All Text Goes Here ... !!!

50 comments:

  1. Subhan allah masha allah kya bat hai

    ReplyDelete
  2. Allah Ham Sab ko Hadith pak per amal karne ki tofiq de

    ReplyDelete
  3. As sallam oalaikum. Beshak ye baten nabi nai farmain. Magar mera sawal ye ha. Ham bachpan say ab tak ye sab sunty aa rahay hen magar na en baton nai hamen badla na ham apna sakay kyun enka koi asar nahi hota?

    ReplyDelete
    Replies
    1. walaikum assalam,,, islami baato ka asar hota hai janaab,,, 1 islam hi aisa mazbad hai jo insaan ko sahi tarike se jeena sikhata hai,,,, agar aap in baato ko dil se amal karenge to inshaallah ye baate apna asar rkhti hai or asar dikhayengi,,,, sab ku6 hamare yakeen pe depend krta hai,,, agar hame yakeen hoga to wo kaam ho jata hai,,,, beshak jisne in baato per sa6e dil se amal kia hai ye wahi janta hai,,,,
      assalamu alaikum
      allah hafiz,,,,

      Delete
    2. inshaallah Bhai jaan.
      Jab ham Oro ko nazar andaz kar ke khud ye apne dil me achai la le to asar jaroor hoa hamari Zindagi me Aaamin.

      Delete
    3. inshaallah Bhai jaan.
      Jab ham Oro ko nazar andaz kar ke khud ye apne dil me achai la le to asar jaroor hoa hamari Zindagi me Aaamin.

      Delete
    4. Insha Allah Bhai jaan yadi ham or O ko Nazr andaz karke Apni hi Zindagi me Nabi ki Banton par amal karne hai to hamari Zindagi me Acha Asar Zarroor hoga Ameen.

      Delete
    5. jab tak ham eradha badal na k nahe karta tab tak Allaha be ham ko nahe badalha gha

      Delete
  4. Alhamdulillah allah bahot bada baadsha hai.
    Allah is duniya ka malik hai.allah hm.sab ko apni pananah .me rakhkhe.hamare bhai bhen maa baap.hm.ko apni panah me rakhkhe.ameen

    ReplyDelete
  5. Alhamdulillah allah bahot bada baadsha hai.
    Allah is duniya ka malik hai.allah hm.sab ko apni pananah .me rakhkhe.hamare bhai bhen maa baap.hm.ko apni panah me rakhkhe.ameen

    ReplyDelete
  6. Ya Allah hum sb ke gunah maaf farma Ya Allahu ya rahmanu ya raheemi

    ReplyDelete
  7. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  8. masha ALLAH AAP SABHI KO IN NEKIYO KE LIYA ALLAH AAPKI PURI TEAM KI WO 1 KHUWAISH PURI KARE JO NEIK HE OR AAP KE LIYE JARURI HE....AAMEEN

    ReplyDelete
  9. Ayesha Begum, Subhanallah!

    ReplyDelete
  10. SubhaanAllah ! Allah paak hum sab ko apne pyare nabi ki sunnato par aml krne ki toufeeq aata farmaye. Ameen

    ReplyDelete
    Replies
    1. Beshaq Allah ke siwa koi mabood Nahi vahi hai Jo Puri duniya ki chalane wala hai

      Delete
  11. Insan ki zarorat hai ye

    ReplyDelete
  12. دستک اسلام
    اسلامی تاریخ پہ مبنی تحریریں ،واقعات اور بیانات کیلئے
    ہماری ویب سائٹ پے جائیں
    http://dastakislam.com/deeni-baatain/deeni-baatain

    ReplyDelete
  13. Mashallah bahot acchi ahdees hai

    ReplyDelete
  14. assalamu alaikum bhai log....apni zindagi ka sirf ek he maksad rakho ki aapse or aapki batao se kisi ko koi taklif na pahuche..or apne amal se khuda ko raji kar lo pata nahi kabi ye zindagi ki9 sham ho jaye ye hu nahi jante hai..jumma mubrak or dua mey yaad rakhna bhai.....

    ReplyDelete