Jin STUDENTS Ke EXAMS Chal Rahe Zara Gaur Farmaye

[UPDATED] + WhatsApp Confertable

🍏 *Jin STUDENTS Ke EXAMS Chal Rahe Zara Gaur Farmaye*

Note :- in Sab Main se koi Bhi ek Amal kare toh Bhi ChaleGa.

- 12 Paare Ki 13 Ruku Ayat No.21 Ka Teesra Hisa,
"WALLAHU GHALIBUN ALA AMRIHI......LA YALAMUN"
Tak Yaad Krle,
Or Imtihan Ki Copy Me 1-1 Waraq Me 1-1 Lafz,
Ungli K Ishare Se Likhe Phir Jawabat Likhna Shuru Kre,
Padhne Baitne Se Pehle,
"RABBI ZIDNI ILMA"
1OO Bar Padh Lein,
Har Subject Me Awwal Akhir Me Durud Shareef Bhi Padhe.

_ya_

3-Bar-Durud Shareef
Phir 133-Bar
YA FATTAHU
Aur 11-Baar
YA QAWIYYU
Phir
3 Baar-DURUD SHAREEF GHAR SE Padhkar Nikle.

yeh KuCh yooon Hai K
3x Bar Durood Sharif
133x Bar "Ya FatTaHu"
11x "Ya QaWiyYu"
3x Bar Durood Sharif

_ya_

- Jin STUDENTS Ke EXAMS Chal Rahe Hain
Wo Rozana Raat Ko SOTE Waqt 101 Martaba
"YA BAEESU"
Padha Kare,
Insha Allah ILM Mein Izaafa Hoga.

_ya_

Study (Padhaayi) Se
Pehle
"Sanaa, Bismillah Aur Durud" Padhne Ki Aadat Banaye,
INSHA ALLAH
Memory Strong Rahegi.

_ya_

- Students Fajar Me
* 70-Bar ----- "YA FATTAHU"
* 11-Bar ----- "Sure ALAM-NASHRAH"
* 1OO-Bar -- "Durud Padh Ke SEENE Par Dam Kre Jo Bhi Padenge Yaad Rahega.
InshaAllah

_ya_

- JinKe Exam Chal Rahe Hain Roz 3 Badam Pe
"YA ZAL-JALALI WAL-IKRAAM"
PadhKar Dum Karen.
1.Subah
2.Duphar
3.Raat
Mein Ek Ek Badam Khayen.!

Naye Add Kiye Gaye

Exam se 3 (Teen) Din Pehle
"Ya HaSeeBo" 11000 Bar Har roz 3 Din Tak PadHen
awwal o Aakhir Durood Sharif k Sath.

_ya_

BisMillah 1 Bar Padh kr
Durood Sharif 11 Bar Padhe
Phir "Al MaliKul Quddos" 300 Bar Padh kr Phir se
Durood Sharif 11 Bar Padhe
aur Phir AlLah Ta'Ala se Apne Exam Main KamiyaBi ki Dua Kigeye.

yeh KuCh yoon Hai...
BisMillah = 1
Durood Sharif = 11
"Al MaliKul Quddos" = 300
Durood Sharif = 11
% Dua

::::: Extra Tags :::::
Exam ki Dua
Exam me KamiyaBi ki Dua
Exam k Pehle ki Dua
Exam Main Padhne ki Dua

Download Post image

AHANSARI786

All Text Goes Here ... !!!

29 comments:

  1. Assalaam o alaikum...Exam ke paper me jinn ya ghaib ki madad se likhwane ka koi wazifa bata skte hain?

    ReplyDelete
  2. INSHALLAH HUM ZARRORR AMAL KARAIN GAY JAZAK ALA KHAIR.........

    ReplyDelete
  3. جزاك اللهُ خيرًا

    ReplyDelete
  4. Replies
    1. سبحانك اللهم و بحمدك، وتبارك اسمك، و تعالى جدك، ولا إله غيرك
      .
      Subhanaka allahumma wa bi hamdika wa tabara kasmuka wa ta'ala jadduka wa la ilaha ghairuka

      Delete
  5. Aap sabhi se meri guzarish hai ki mere liye bhi Allah se Dua kare hath utha kar maine inter ka exam diya hai mai chahta hu ki imthan jo maine di hai usme mai 1st Division se pass ho jau. Mera ek exam baki hai kal hai.

    ReplyDelete
  6. Aap sabhi se meri guzarish hai ki mere liye bhi Allah se Dua kare hath utha kar maine inter ka exam diya hai mai chahta hu ki imthan jo maine di hai usme mai 1st Division se pass ho jau. Mera ek exam baki hai kal hai mai pass hum pass ho jaye dua kare mere islami bhai.bahan

    ReplyDelete
  7. mathematics board exam main first rank aane 100% keliye wazifa??

    ReplyDelete
  8. mathematics board exam main first rank aane 100% keliye wazifa??

    ReplyDelete
  9. mathematics board exam main 100% karne keliye wazifa boliye guzarish hai

    ReplyDelete
  10. how to get 100% in maths exam sslc

    ReplyDelete
  11. asalamualaikum.... bhaijaan mere exam chal rha h 2 paper ho gya h lkn dursa paper me jo v hm padhe the usme kuch v ni aaya sb khud se banaya ke likhe h humme dar lag rha h pata nai kaisa gya hoga bas ap sabhi se guzarish h ke ap sab mre or mere class mate ke lie dua kare humlog ache no se pass ho jae please dua kriega

    ReplyDelete
  12. Insha allha jaroor amel kare ge

    ReplyDelete
  13. I jst wan ki mere 90% se upar aa jaye... plz pray fr me.. plz bhut tnsn mei hu..mhnat bhi ki h but bhut bura sapna dekha....
    plz pray fr me once

    ReplyDelete
  14. assalamu alekum
    sir
    competition k examination k lie kin c dua pde jisase k kamyabi mil jayie

    ReplyDelete
  15. Padhai aur imtehaan mein kamiyabi ke liye mujarrab dua, wazifa aur amal
    (پڑھائی اورامتحان میں کامیابی کے لیے مجرب دعاء ، وظیفہ اورعمل)

    https://drive.google.com/file/d/0B_omj06lEgN8WkZ3ellXaExDS2c/view
    REPLY


    ReplyDelete