AHANSARI786:
.
* 12 Rabi-Ul-Noor Mein Khushi Manana Quran Or Hadees Ki Roshni Mein,
.
(1) Ae Mehboob Aap Farma De,
Allah Ta'ala Hi Ke Fazal Aur Usi Ki Rahmat Aur Usi Par Chaheye Ke Khushi Kare,
Wo Un Ke Sab Dhan Daulat Se Behtar Hai.
(Sureh Yunus,Para-11,Ayat-58)
.
* Is Ayat-e-Karima Mein Wazah Taur Par Hukum Hai K,
Allah Ta'ala Ke Fazal Or Uski Rahmat Par Khushiyun Ka Izhaar Karna Chaheye,
Aur Quran Pak Se Sabit Hai,
Ke Nabi-e-Paak Ki Zaat-e-Gerami Iman Walo Par Allah Ta'ala Ka Sab Se Bada Fazal Aur Sabse Badi Rahmat Hai.
Mufasirin-e-Keram Ne Is Ayat Mein Fazal Aur Rahmat Se Nabi-e-Paak Ki Zaat Mubarak Ko Muraad Liya Hai.
(Tafsir Ruhul Ma'ani,Tafsir Dure Mansoor)
.
* Ab Sab Se Bade Fazal-e-Khuda Aur Rahmat-e-Khuda Par,
Khushiyun Ka Izhar Karna Shirk Or Bida'at Aur Najaiz Kaise Ho Jaye Ga?
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment