Har Sunni Ise Zaroor Padhe,
"Huzoor Ki Khas Fazilat Aur Unke Gustakhon Ko Hukm"
Aap Ne Sarkar Ki Shaan Ke Hawale Se Quran-o-Hadis Ke Dalayel Sune (Silsila No-1,2,3,4) Mein Padhae)
.
* Ab Unka Haal Suniye Jo Huzoor ke Gustakh Hain,
.
*Al-Qur'aan:
Aye Iman Walo Apne Baap Aur Bhaiyon Ko Dost Na Banao,
Agar Wo Iman Par Kufr Ko Pasand Kare.
(Para-10,Sure Tauba,Ayat No-23)
.
* Ye Ayat Madina Ke Munafiqo Ke Liye Utri Jo Zaahiri Musalman The,
Hukum Huwa Ki Aise Musalmano Se Apna Rishta Tod Lo,
Agarche Wo Tumhare Baap Ya Bhai Ho.
* Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne "Abdullah Ibne Ubai" Jo Munafiq Tha UsKi Namaz-e-Janaza Padhayi,
Iske Bete Sahabi The Huzoor Ne Unka Dil Rakhne Ke Liye Namaz Padhayi.
.
* Al-Qur'aan:
Aur Unme Se Kisi Ki Mayyat Pe Hargiz Namaz Na Padhna,
Na Unki Qabr Pe Khade Hona.
(Para-10,Sure Tauba Ayat No-84)
.
* Namaze Janaza Kis Ki Hoti Hai Musalman Ki,
Quraan Ne Use Musalman Manne Se Inkar Kiya,
Jo Nabi Ka Gustakh Tha.
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment