Jisne Apne Kisi Bhayi Par Zulm Kiya Ho,To Use Chahiye Ki Is Se (Duniya Mein) Ma'af Kara Le

AHANSARI786:
.
*  Abu Hurairah Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki,
"Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya,
"Jisne Apne Kisi Bhayi Par Zulm Kiya Ho,
To Use Chahiye Ki Is Se (Duniya Mein) Ma'af Kara Le,
Kyun Ki,
Aakhirat Mein Dinar Aur Diraham (Rupye Paise) Nahi Honge,
Is Se Pahle (Ma'af Karwa Le Warna)
Uske Bhayi Ke Liye Uski Naikiyon Mein Se Haq Dilaya Jayega,
Aur Agar Uske Paas Naikiya Nahi Hongi,
To Us (Mazloom) Bhayi Ki Burayeeyan Us Par Dal Di Jayegi.
(Sahih Bukhari, Vol 8, 6534)

AHANSARI786

All Text Goes Here ... !!!

No comments:

Post a Comment