Sab Se Badi Bahaduri "SABAR" Karna Hai

Hazrat Ali (Radiallahu Ta'aala Anhu) Ne Farmaya:
Sab Se Badi Bahaduri "SABAR" Karna Hai,
Sab Se Badi Bala "NA UMMIDI" Hai,
Sab Se Badi Tafrih "MASRUFIYAT" Hai,
Sab Se Bada Ustad "TAJURBA" Hai,
Sab Se Bada Faeyda "NEIK AULAAD" Hai,
Sab Se Bada Tohfa "DARGUZAR" Karna Hai,
Sab Se Bada Sarmaya "KHUD ETMADI" Hai,
Sab Se Bada Raaz "MOUT" Hai.
Aur Sab Se Badi Doulat
"ACHCHA DOST" Hai.

AHANSARI786

All Text Goes Here ... !!!

No comments:

Post a Comment