AHANSARI786:
.
* KHOOBSURAT JAWAB*
.
¤ Naseehat ¤
* Ek Shakhs Tha Jiski
Aadat Thi Ke Wo Jab Bhi Raaste Se Guzarta,
Raaste Mein Milne Waale Har Shakhs Ko SALAAM Karta Tha,
Par Ek Shakhs Uske Salaam Ka Jawab Dene Ki Bajaaye,
Usse Gaaliyaan Deta Tha,
Phir Bhi Wo Use Har Roz Salaam Karta Tha,
Ek Din Us Se Kisi Ne Pucha Ki Wo Shakhs Har Din Tumhe Bura Kehta Hai,
Aur Tum Phir Bhi Usko
SALAAM Kiyun Karte Ho ? ? ?
.
* Usne Jawab Diya:-
"Jab Wo Mere Liye Apni Buri Aadat Nahi Chhor Sakta,
To Main Uske Liye Apni Ach'chi Aadat Kiyun Chhor Doon ? ? ?
.
* Subhan Allah *
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment