Mas'ala
Peshab aur Pakhana Rok kr Namaz Parhna Kaisa ?
Jawab
Yani Namaz ka Dohrana Wajib Hoga.
Huzoor (صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم) Ne Farmaya Hai ki,
Jo Allah Aur Qayamat Par Iman Rakhta Hai,
wo Peshab-Pakhane ko Rok kr Namaz Na Parhe.
[ Sunan Abu Dawud, Book-1, Hadees No-91 ]