AHANSARI786:
.
* Hazrat Ibne Abbas (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat Hai,
"Ke Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Irshad Farmaya,
"Gawaho Ke Begair Nikah Karne Wali Aurate Jaaniya(Zina Karne Wali) Hain.
.
(Ref: Tirmizi Shareef, Jild-1, Safa-563, Hadees No. 1095, Baab No. 751)
.
* Huzoor Sayyadna Gause Aazam Shaikh Abdul Qadir Jilani (Radi Allahu Anhu) Farmate Hain,
"Nikah Jumerat
(Thursday) Ya Jumma(Friday)Ko Karna Must'hab Hai,
Aur Subah Ki Bajaye Sham Ke Waqt Nikah Behtar Karna Hai.
.
(Gunyatuttalebin, Baab No.5, Safa-115)
.
* Jis Kisine Sohbat Ki Bate Logo Mein Bayan Ki Uski Misal Aisi Hai Jaise Shaitan Aurat Shaitan Mard Se Mile,
Aur Logo Ke Samne Hi Khule Aam Sohbat Karne Lage.
.
(Ref: Abu Dawood, Jild-2, Hadees-407, Safa-155, Baab No.127)
.
* Aaqa (Sallalahu Alaihi Wasallam) Ne Irshad Farmaya,
Allah Ki Laanat Bad Nigahi Karne Wale Par,
Aur Jiski Taraf Bad Nigahi Ki Jaye.
.
(Ref: Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild-2, Safa-77)
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment