AHANSARI786:
.
* Wahabi Aqeeda *
.
* 24 Qasim Nanotvi Kehta Hai,
"Amal Mein Ummati Nabi Ke Barabar Ho Jate Hain,
Balki Badh Jate Hain"
.
(Ref: Tahzeerunnas, Page-5, By Qasim Nanotvi)
.
* In Sabhi Baato Ka Radd *
* Islami Aqeeda *
.
* Sari Ummate Muslimah Ki Sari Zindagi Ki Ibadato Ko Agar Ek Jagah Jama Kar Diya Jaye,
Tab Bhi Nabi K EK Sajde Ke Barabari Nahi kar Sakti?
.
* Ek Martaba Hazrat Umar (Radi Allahu Anhu) Ne,
Hazrat Abu Bakar Siddique (Radi Allahu Anhu) Se Kaha Tha,
"Ke Meri Sari Zindagi Ki Neki Rakh Lo,
Aur Mujhe Us Raat Ki Neki Dedo,
Jo Tumne Hijrat K Waqt Gaar-E-Saur Mein Ek Raat Nabi-E-Kareem (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ki Khair Khawai Mein Saath Guzari Thi.
.
(Ref: Jurqani Alal Mawahib, Page-346)
.
* Aap Is Hadeeh Se Is Baat Ka Andaza Laga Sakte Ho,
Ke Jab Aaqa (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ke Saath,
Gar-E -Saur Mein Ek Raat Khair Khuwai Mein Guzaarne Ki Neki,
Hazrat Umar Ki Zindagi Ki Sari Nekiyo Se badkar Hai,
To Khud Us Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ki Nekiyo Ka Kya Aalam Hoga,
Hamari Aqal Ye Janne Se Aajiz Hai.
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment