AHANSARI786:
.
* AHAADEES FAZAILE RAMZAAN *
.
* Hadees,
Hazrate Abu Hurairah Radiallahu Taala Anhu Farmate Hain,
K Huzoor Sallallahu Taala Alaihiwasallam Farmate Hain,"
"Jab Ramzaan Aata Hai Aasmaan Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain,
Ek Riwayat Mein Hai,
"K Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain.
"Ek Riwayat Mein Hai,
"Ke Rehmat Ke Darwaaze Khol Diye Jaate Hain."
(BUKHARI & MUSLIM SHARIF)
.
* Hadees,
Hazrate Abu Hurairah RadiAllahu Taala Anhu Se Riwayat Hai,
K Huzoor-e-Aqdas Sallallahu Taala Alaihi Wasallam Ne Farmaya,
"Ke Ramzan Aaya Ye Barkat Ka Mahina Hai Allah Taala Iske Roze Tumpar Farz Kiye,
Isme Aasman Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain,
Aur Dozakh Ke Darwaaze Bandh Kar Diye Jaate Hain,
Aur Sarkash Shaitaanon Ke Tauqe Daal Diye Jate Hain.
(NASAI SHARIF)
Popular Posts
Categories
AakhiRat
Adab Kirdar Nasihat Taqeed
Al Quran
Allah (Azwajal)
Ash'aar
Azab
Char Khalifa
Dua
Durood Sharif ki Fazilat
EiD
Eid Milaad un Nabi
Exam
Fazail
Hadees Shareef
Hazrat Ali
Hazrat Imam Hussain
Islami Bahen
Islamic Images
Jumma
Masl o Masail
Namaz
Piyare Nabi ki Piyari Batein
Piyari Baat
Qayamat
Sahaba e ikraam
Sunnat
Wahabi Pol Khol
Waqia
No comments:
Post a Comment