Kondey Ki Haqeeqat-03:
.
Q. Kya Esal-e-Sawab Karna Quran Se Sabit Hai?
A. AL-QURAN:
"Aur Wo Jo In Ke Bad Aaye Arz Karte Hain,
"Ae Hamare RAB Hamein Baksh De,
Aur Hamare Bhaiyon Ko Jo Ham Se Pehle Eman Laye."
(P:28, Sureh:AL-Hashr:10)
.
* Allama Ismail Hanafi Is Ayat Ki Tafseer Mein Irshad Farmate Hain,
"Is Ayat Mein Is Amar Par Daleel Hai Ke,
Guzashta Musalmano Ke Liye Rehmat Ki Dua Karna Aur Magfirat Chahana Pichle Musalmano Par Wajib Hai,
Khususan Apne Aab-o-Ajdad Aur Dndi Ulom Ke Ustadon Ke Liye."
(Roh-Ul-Bayan, J-2, P-210)

No comments:
Post a Comment