yeh Sawal KuCh is Trah PoaCha Jate Hai. k
1. agr Barelvi Ahle Sunnat Hai to, Sunnat se Azaan se Phle Salat o Salam Padhna Sunnat se SaBit KarDen.
::::: Al-Jawab :::::
- Durood e Paak Padhne ki FaZilat KiSi se Chupi naHi aur isPar koi waQt iske Padhne k MukarRar Bhi naHi Siwaye kuCh waQt ko ChoRh JaiSe
JumMa k khutbe main,
Napak JaGah pe Bethe waQt Etc.
- BaaKi Jab Chahe Durood Padhe ye khair O Barkat Waala Amal Hai Sirf iS Baat se Durood e Mubaraka Par unGli uThane k Azaan se Pehle Durood kaha se SaBit Hai
Nabi ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne naHi Padhne ka Hukm Diya SahaBa ne naHi Padha ye Fakat La ilm inSaan ka Sawal Hai Phir WahaBi koi ek AiSi Hadees Pesh kare k Azaan se Pehle Durood Padhna NaJaiz O Haram Hai.
- iMam Jalaludin Suyuti As Shafai Rahmatullah Alaih ne Apni kitab " Al Jamee Sagheer " main Hadees e Paak Likhte Hai K,
RaSool AlLah ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Farmaya :
“ Jab Bhi koi nek Amal kare AlLah ki Hamd O Sana kare aur Mujhpe Durood Bheje ”kya Azaan naiK Amal naHi Hai ?
- YakiNan Hai Phir Agar Azan se kabl Durood Padh liya AgarChe SahaBa se na SaBit Ho Par isMain kya Nuksaan Hai ?
Yaha WahaBi MakKari karenGe aur kahenGe BidDat Hai Gumraahi Hai...
- Jaisa k uPar Bayan karDa Hadees main SaBit Hai k BidDat e HaSana ( Acchi BidDat ) Hai Par WahaBi BidDat ki MazamMat Waali Hadees Pesh karenGe uska Jawab Bhi MulaHiza kare.
Shah Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Rahmatullah Alaih
inHe DevBandi Gair MukKallid WahaBi Dono Maante Hai who Likhte Hai K,
“ Jo BidDat Usool aur kawa’Ide Sunnat k MuaFik aur usKe MutaBik kayas ki Hui Hai ( yaaNi ShaRiat aur Sunnat se na TakRati Ho ) usko BidDat e HaSna kehte Hai aur Jo iske khilaf Ho who BidDat GumRahi kehlati Hai ”
[ Ashatul Lamaat Sharhe Mishkaat Jild : 01, Pg : 130 ]
- to WahaBi Jawab De isKa k Azaan se Pehle Durood Padhna kis Sunnat se TakRa Raha Hai ???
konSi ShaRiat Pamaal Hui iS se ???
ek aur Hadees MulaHiza kare ...!!!
“ Jab koi kaum Din main BidDat Rayaz karTi Hai to usKe Misl ek Sunnat uTha li JaaTi Hai ”[ Musnad Ahmad iBn Hambal Jild : 04, Pg :105, Hadees : 17095 ]
[ iMam Haythami ne Mazma Ul Zawaid Jild : 01, Pg : 188 ]
[ iMam Munziri Attargib Wattarhib Jild : 01, Pg : 45 Hadees : 83 ]
- Hadees e Paak se waZeh Hua k BidDat who Hoti Hai JisSe Sunnat Mith Jaaye Azaan se konSi Sunnat Mit Ti Hai
Muntazir e Jawab Jamat e WahaBiya se Agar naHi Hai Jawab to Makkari FarebKari Chodo aur Sunni Banjao...!!!
No comments:
Post a Comment