yeh Sawal KuCh is Trah PoaCha Jate Hai. k
1. agr Barelvi Ahle Sunnat Hai to, Sunnat se QabRoon pr ChaDar aur Phool ChadHana SaBit krDen.
::::: Al-Jawab :::::
- KabRo pe ChaDar ChadHana Phool ChadHana ek Mubah Amal Hai kiya toh Sawab naHi na kiya to Gunaah naHi.
- Humne HaMara MauKoof Bhi Bayan kr Diya TaaKi Koi ye na Samjhe K ye Amal Koi Farz WajiB Hai.
- aur Aulia ki Kabr pe ChaDar iSiliye Pesh ki Jaati Hai TaaKi iMtiyaz Hojaye K SahiBe Kabr Koi Aam MuSalMan naHi BalKi AlLah ka Wali Hai.
* Aala Hazrat Fazile Barelvi Rahimullah Farmate Hai :
" Mazaar Par Jab ChaaDar Mojud Ho, KhaRab na Hui Ho BadalNe ki Haajat naHi to ChaaDar CharHana Fuzul He, BalKey Jo Daam iS main Sarf Karen, AlLah k Wali ko Sawab Nazr Karne k liye Kisi Mohtaj ko Den "
[ Ahkaam E Shariyat Jild Pg : 42 By Ahkaam E ShaRiat ]
JaiSe MaShoor Hadees e Paak Hai K 2 Shaks ki Kabr main RaSool e Karim ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Tazi LakDi Kabr main Ghadi Thi K Jab Tak Giili RaheGi Hamd O Sana KareGi
Sahib e Kabr ko Rahat RaheGi GunaahGaar Hai to Azab main Kami aur Aulia Hai to Darjaat Buland HonGe.
No comments:
Post a Comment