yeh Sawal KuCh is Trah PoaCha Jate Hai. k
1. agr Barelvi Ahle Sunnat Hai to, Sunnat se Teesri Eid yaNi Milad ManaNa Sabit KeDen.
TeesRi EiD = Milad = Eid Milad Un Nabi = 12 Rabi Ul Awwal
( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… )
* yeh Aap k SamajhNe k liye Hai k yeh ChaRo Cheez ek Hi Hai,mgr yeh Ahle DeoBand GhuMa GhuMa kr Sawalat krTe Hai.
::::: Al-Jawab :::::
Tumne 3ri Kaha se Laayi ye Wahid BaBi ka ilMi Sarmaya Hai.
“ Aye AlLah Aye Hamare Rab Hum Par AasMaan se Dastar Khwaan Nazil FarmaDey K ( isKe Utarne ka Din ) Hamare liye Eid HoJaye ”
[ Al Quran Surah Maida Ayat 114 ]
to Jis Din Huzoor ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ki TashReef Awari Hui Jo SabSe Badi Naemat Hai Kya who Din EiD naHi HoSakta Hai.
Hadees :
Hazrat iBn Abbas ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) se Riwayat Hai K,
RaSool AlLah ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Farmaya :
“ Beshak Yaum e Juma EiD ka Din Hai ”
[ Sahi iBn Khuzaima, Jild 03, Pg : 315, 318 Hadees : 2161, 2166 ]
::: Juma ko Eid ka Darja kyu Mila ?
- kyunKi uS Din Adam Alaihi Salam ki WilaDat Hui to who Din Eid HoGayi
- to RaSool AlLah ki WilaDat ko Eid Kaha Gaya to kyu kr BidDat HoGayi ???
- aur Eid e Milad Koi Aaj K Ulema ne naHi iJaad ki Hai Puri Dunya main Manayi Jaati Hai Khud DevBandio K Peer O Murshid Haji iMdad Ullah Makki ne Puri Kitab Hi Likhi Hai
“ Faisala Haft E Masla ” Milad K Jaiz Par Ghair Mukallid K iMam O Peshwa iBn Kathir ne Kitab Likhi usKa Naam Hi Hai “ Mauludoon Nabi ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ” Hai.
- Tumhe Apne Ghar ki KhaBar naHi Hai Khair EiD Milad K Jawaz pe itNi KitaBe Hai Jo AajKe naHi Phle K AkabiReen BuzurGo ki Hai JinKo Tum Bhi Maante Ho Kitab K waZan ko RakhDe to Wahabi Dab K Mar Jaye.
Ab AakhRi Baat Bas K Milad K Haram O NaJaiz Hone K Koi Dalil LaOoo Hadees DikhaOoo JisMain Saaf Saaf Likha Hai K ManaNa Haraam Hai ???
- na La Sake to Akal K GhoDe aur GhaDhe na DaudaOoo
Phir yeh Quran ki Aayat DeaKho.
“ Tum Farmao Lao Apne Gawah Jo Gawahi De K AlLah ne iSe Haram kiye ”
[ Surah Anaam Ayat 150 ]
No comments:
Post a Comment