yeh Sawal KuCh is Trah PoaCha Jate Hai. k
1. agr Barelvi Ahle Sunnat Hai to, Sunnat se JumMa ki Namaz k Baad iJtamai Salam Padhna Sabit Keden.
::::: Al-Jawab :::::
- Salato Salam Padhna to BeShak Quran aur Hadees e SaHi se SaaBit Hai. Ab Tumhare Dilo main KiiNa aur BuGz Hai to Hum ZimmeDar naHi.
" BeShak AlLah aur usKe FariShte Darood Bhejte Hai uS Gaib Batane waaLe Nabi Par, Aye iMaan waaLo unPar Durood aur Khoob Salam Bhejo "
[ Al Quran Surah Al Ahzaab Ayat : 56 ]
- to iS Lihaaz se Durood Padhna to SaBit Hai aur JumMa k Din Durood ki Fazilat Bahot Aayi Hai MulaHiza Kare.
Hazart Aws Bin Aws ( رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ) se Riwayat Hai ki Huzoor
NaBi e Akram ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Farmaya :
BeShak Tumhare Dino Main Afzal Tarin Din Jum’A ka Din Hai.[ Sunan Abu Dawood Jild : 01, Kitabus Salat, Baab Fazle Youme JumMaat, Pg : 443, Hadees : 1047 ]
iSi Din Hazrat Aadam Alaihissalam Paida Hue aur
iSi Din unHone Wafaat Paaee aur
iSi Din Soor FoonKa JaaeGa aur
iSi Din Sakht Aawaaz Zaahir Hogi. Pas
iS Din Mujh Par Kasrat se Durood Bheja Karo kyunKi Tumhara Durood Mujh Par Pesh kiya Jaata Hai.
[ Sunan Nasai, Book : As Salah Jild : 2 Pg : 101 Hadis : 1374 ]
[ iMam Tabrani, Ma'Jam Al Kabeer Jild : 1 Pg : 216-217 Hadis : 589 ]
[ Al Musannif iBn E Abi Shaibah Jild 06, Book : As Salah Chapter : 795 Pg : 40,Hadis : 8789 ]
[ iMam Darimi, Sunan Darmi, Book : As Salah Chapter : Fee Fadl Yaum Al Jumu'Ah Jild : 1 Pg : 445 Hadis : 1572, Darmi As-Sunan, Jild-01, Pg-445, Hadith-1572 ]
[ iMam Majah, Sunan iBn Majah, Book : As Salah Wa Sunnah Feeha Baab : Fadl Yaum Al Jumu'Ah Jild : 1 Pg : 345 Hadis : 1085 ]
[ Musnad E iMam Ahmad Bin Hambal, Jild : 26 Pg:84 Hadis : 16162 ]
[ iMam Bayhaqi, Sunan Al Kubra, Book : Al JumMa'Ah Chapter : 105 Jild : 3 Pg : 353 Hadees : 5993 ]
- to JumMa ko Durood Padhne Bhi SaBit Hai Ab Tum WahaBiya uRf Aulad e Aamir ko Bura ye Laga K,
- Itne Saare Log ek Saath Apne Aaka ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Par Durood kyun Padhte Hai to Jawab yaHi Hai K
- AlLah K BanDo ne Logo ko Jama kiya aur Log Jo Gaflat main The unHe Bhi Padhne main Shamil kr Liya TaaKi Log Bhi Padhe aur SabKo Aaka ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) Par Durood Bhejne ki BarKaat NaSib Ho Jo Har Lihaz se Jaiz Hai,
- Jo iS Amal ko Galat Maante Hai unKe Zimme Hai Hum unhe Challenge De Rhe Hai K Wo Dalil Laaye isKe Haraam O Nazayaz Hone ki ???
ek Sari Hadees Laa De JisMain Saaf Alfaaz main MauJood Ho K Huzoor e Akram ( صَÙ„َّÙ‰ اللّٰÙ‡ُ عَÙ„َÙŠْÙ‡ِ ÙˆَسَÙ„َّÙ… ) ne Farmaya Ho iS Tarah se Mujh pe Durood na Padhna ...!!!
Ab to TumHe Tumhare Ghar ki KhaBar naHi Hai
Shah Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Alaihi Rehma Apni Kitab " Akbarul Akhyar " main Likhte Hai Pg no. 624
Tarjuma : (Do) 02 DevBandi ne kiya Hai
Maulana Subhan Mainhmood Sahab aur
Maulana Muhammad Fazil DevBandi Kitab K Aakhir main
Shah Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Dua KarTe Hai aur Likhte Hai K,
“ Aye AlLah Mera koi Amal AiSa naHi JisKo main Teri BarGaah main Pesh Karo JisKe Awez to Mujhe Bakhs De- waQt ka MuhadDis iS Amal ko MakBool Maane ye Tak Kahe K KhaDe Hoke Durood O Salam Padhna
Mere Har Amal main Kotahi Hai Siwaye ek Amal K,
Milaad e Paak main KhaDa Hoke Tere MehBoob ki BarGaah main Durood O Salam Padhta Hu ”
aur Phir Dua Karna YakiNan BarGahe Rabbul izZat main MakBool Hai JisNe Puri ZindaGi KhidMat e Hadees main wqQf KarDi unko naHi Samjha
- Aaj K ye JaaHil LadKo Wahabiya k NazDik Shirk o BidDat Hai. - Hai HimMat to Lagaye Fatwa Shah Abdul Haq Muhaddis Dahelvi Par.
No comments:
Post a Comment